Friday, December 19, 2008

Sayari in Hindi by Entrepreneur.Ravinder Singh



हटा दे मुझे मेरी मंजिल से किसी में दम नहीं ,
दिखा देगे दुनिया को हम किसी से कम नहीं,
क्योंकि हमसे है जमाना सारा हम ज़माने से नहीं !

_______________________________________________
खुशी को ख़ुशी मत समझो
गम को गम मत समझो
अगर करनी है तरकी और बढना है आगे
तो अपने आप को किसी से कम मत समझो
_______________________________________________

Monday, December 15, 2008

FACT oF LiFe!! By Entrepreneur Ravinder Singh


Impossible doesn’t mean that it is not possible.
It actually means that nobody has done it yet.
You are born to break the limits.

Wednesday, December 3, 2008

Sher-O-Shairi.................by Entrepreneur.Ravinder Singh





MUSHKILO SE BHAG JANA ASAN HOTA HAI,
HAR PEHLU ZINDAGI KA IMTIHAN HOTA HAI,
DARNE WALO KO MILTA NAHI KUCH ZINDAGI ME,
LADNE WALO K KADMO ME JAHAN HOTA HAI.......


GUM KI ANDHERI RAAT ME
KHUD KO NA YU BEKARAR KAR,
SUBHA ZARUR AIGI
TU BAS THODA INTAZAR KAR.....

HARTA JO NAHI MUSHKILO SE KABHI,
JISKA MAQSAD HAI MANJIL KO PANA,
DHOOP MEIN DEKHKAR THODI SI CHHAYA,
JISNE SIKHA NAHI BAITH JANA,
AAG JISME "LAGAN" KI JALTI HAI,
"KAAAAAMYABI" USI KO MILTI HAI...


Na Pucho Ki Manzil Kaha Hai,
Abhi To Bas Safar Ka Iraada Kiya Hai.
Na Haarenge Hausla Umra Bhar,
Kisi Aur Se Nahi Khud Se Vaada Kiya Hai...




Manzile Unhiko Milti Hai,
Jinke Sapno Me Jaan Hoti Hai.
Sirf Pankho Se Kuch Nahi Hota Doston,
Hauslo Se UDAAN Hoti Hai..



Jo safar ikthtiyar karte hain,
wahi manzilon ko par karte hain,
bus ek baar chalne ka hausla to rakiye,
aise musafiron ka raste bhi intezar karte hai


Soch ko badlo sitare badal jayenge,
Nazar ko badlo to nazare badal jayenge,
Manzilein pana ho to kashtiya mat badalna,
Disha ko badloge to kinare badal jayenge.


Hum wo dariya hai jisme hunar bahut hai,
Jis taraf rukh karle, Rasta bana dete hai.




".......to mere sheron, kya kehte ho, thodi Sher-O-Shayari ho jaye...!!!!"